Airtel Me Free Internet Chalane Ke Tarike: Hello Dosto! Jesa ki aap sabhi jante hai ki Airtel duniya ka sabse mehga aur bahut high-speed internet network hai. Airtel network sabse jada use kiye jane wali operator company hai. Lekin Jio operator ke saste data plans ke baad Airtel networks ke users par effect pada hai. Yahi wajah hai ki Airtel ne free internet ke bahut se tarike diye gaye hai. Agar aap Airtel free internet chalana chahte hai to diye gaye kuch steps ko follow kariye. ye trick 100% working hai, kyuki is trick ko mene personally try kiya hai. Vese to mene dekha hai ki google mai bahut se Airtel free internet tricks mil jaati hai lekin unme se jadatar fake hoti hai. Isiliye aaj mai Airtel me free 3G aur 4G internet chalane ki nayi aur aasan(easy) tricks batauga. Airtel me high-speed free internet paane ke liye aapko ye post dhyan se padhni hogi.To aaiye dosto apka jada samay waste kie bina hm Airtel Me FREE Internet Kaise Chalaye is trick ke bare mai jante hai.
Airtel Free Internet Data Trick in Hindi
Airtel Me Free Internet Chalaye
|
Requirements of Airtel Free Internet Trick 2024
Guys, agar aap Airtel sim me free internet chalana chahte ho to neche diye gaye requirements ko pura kare aur mere sath ye trick kare.
- Airtel 4G Sim Card
- Android phone
- Zero Balance
- No browser connection
Steps: Airtel Sim Me Free Internet Chalaye Trick 1
Airtel users, Mene yaha IP Tools ki help se Airtel me free internet chalane ki trick batayi hai. Neche diye steps to pura kare aur Airtel me unlimited data chalaye.
- Sabse pehle apne mobile me IP Tools apk download kare
- Application ko apne mobile me open aur install kare
- Uske baad diye gaye 'Menu' option par click kare
- Fir 'Port Scanner' par click kare
- Image ki help se smjhe
- Next step me host ko change kare 127.0.0.1
- Uske baad right bottom me diye gaye icon me click kare
- Click kane ke baad apko ek message show hoga "Scanning can take some time Only open ports will be displayed "
- Do option No aur Ok me Ok par click kare
- Kuch time ke baad automatically apka server free port me connect ho jaega aur apko Airtel free Internet chala paenge
- Dhyan rake, ip Tools application ko minimize kare, use history se hatae nahi
- Enjoy Free Internet
You May Check: Aircel free free mb Kaise Paye
Steps: Airtel Me Free MB Data Paye Trick 2
Guys, ye trick bahut hi simple trick hai. Is trick ki help se app Airtel me 2GB Data chala sakte hai. Aaaiye is trick to apne mobile me karte hai.
- Sabse pehle Psiphon Apk ko Download kare
- Application ko apne mobile me open aur install kare
- Ab mobile internet connection to active mode(On) par kare
- Dhyan rahe is trick ko karne se pehle apka mobile balance zero hona chahiye
- Uske baad UC Mini apk ko download aur install kare
- Uc Mini apk ko open kare
- Upar diye gaye saare steps karne ke baad aap Airtel free data internet chala sakte hai
Features of Airtel Free Internet Data Trick
- Ye trick 100% working trick hai
- Airtel free data trick sabhi users ke liye valid hai
- Is internet trick ki koi expiry date nahi hai
- 3G, 4G users is trick ko activate kar sakte hai
Terms & Condoitions
- Airtel mai free internet chalane k liye Aapka mobile Android hona chahiye
- Dhyan rahe apka Mobile balance zero ho jab aap Airtel free internet trick kare.
- Hamari Airtel free internet ki trick ko dhyan se padhne ke baad ap ise try kare
- Airtel Me FREE 3G Internet Kaise Chalaye ye trick prepaid aur desktop users ke liye hai
- Airtel free internet trick approx sabhi states mai valid hai.
About Airtel Me Free Internet Kaise Chalaye Trick
I hope guys ki aapko ye trick samaj main aa gayi hogi. To aap jaldi se ye trick karo aur Airtel free internet enjoy karo. Agar apko is trick mai kahi bhi koi problem ho rahi ho to aap neeche comment kr sakte hai . Mai apki problem ko jald hi solve kr duga. So guys thanks for reading my post. Enjoy
Tags: airtel free internet tricks in hindi, airtel free internet 2g data, airtel app se free mb kaise paye, airtel me free data kaise paye, how to get free 2g internet on airtel, my airtel app kya hai
3 Comments
Bahut achchhi janakari di apne thankyou sir g
ReplyDeletewelcome!! Share Kare Agar apko ye article useful laga
DeleteNew blog sa.
ReplyDeleteUseful blog hai ye..good.